Monday 28 March 2016

Powerful Dua For Headache

SAR DARD SAY NIJAT

Hamaray Rohani Mahreen nay barson k Maraqbat main Azeem Tareen Kamyabi hasil karnay k baad is raaz ko jana k kisi bhi qisam ki Rohani Bemari say Shafayab honay ka Raaz Hazrat Essa (A.S.) k Isme Azam main mojud hai. Usi Isme Azam ka istemal kar k Hazrat Essa (A.S.) Allah k hukam say Bemaron ko theak kartay thay jisk waziha Dalayel Quran Pak main mojud hain. Hamaray Bazurgon nay usi Isme Azam ko Arbon Kharbon ki tadad main talawat kiya aur apnay Maraqbat main us Isme Azam ki barkat say honay wali Karamaat ka Bazat E Khud mushahida kiya. Hamaray Bazurgon k mushahidat k mutabiq kisi bhi Rohani Bemari say tahafuz ka behtreen hul is Isme Azam k sath Allah ko pukarnay main hai. Us Isme Azam ki raazdari ko qaem rakhte huye unhon nay is Naqsh (SAR DARD SAY NIJAAT) ko tarteeb diya. Yeahi Naqsh Mubarak (SAR DARD SAY NIJAAT) jab Sayel k name mansoob hota hai to is say nikalne wali Rohani Lehrain us Sayel k wajud main dakhil ho kar sabqa Rohani Bemari ko khatam kar k us Sayel ko apnay Rohani Tahafuz main lay leti hain. Rohani Tahafuz miltay hi us Sayel k Sar ka dard aisay khatam hota hai jese k wo kabhi tha hi nahi.

READ%20MORE